Zuzu ka safar ek simple si soch se shuru hua — baby girls ke liye aise outfits create kiye jayein jo khoobsurat, comfortable aur reasonable price mein hon.
Hum aise designs aur fabrics choose karte hain jo sirf achay dikhain nahi, balki bachiyon ke khelne, chalne aur rozmarra ke moments ke liye bhi comfortable hon.
Kyunkay hum jaante hain, bachpan bohat jaldi guzar jata hai — aur uski khoobsurat yaadein hamesha saath rehti hain. 
Zuzu — chhoti si umar, khoobsurat yaadein.